Monday, January 5, 2009

Kabhi Socha Hai??

Baarish ka neela rang,
Oos ka hara rang,
Aansu ka kaala rang,
hota kyu hai??

Aakhir paani apna astitva khota kyu hai!!!
Koi jo kuch nahi hota hai, fir bhi wo wahi hota kyu hai!!!

No comments:

Post a Comment

Visit blogadda.com to discover Indian blogs